Monday, July 21, 2008

kasak

Aaj man behad ashant tha vajah pata hote hue bhi shayad dil sweekarne ko taiyar nahi tha .aksar esa hota hai ki apki tulna kisi se ki jati hai per kai bar aap apne ko alag rakhte hue bhi apne tulna kisi se karne lag jaate hai. humne apne aap ko hamesha alag hi samjha hai aur itna yakeen bhi hai ki mere jaisa koi nahi hai ,haan humse behtar zaroor honge ,i accept that, phir bhi apne tulna humne kyu ki ? ye sawal kachotta hai.

her bar jab peeche mud ke dekhte hai to ye ahsas bakhubi hota hai ki kuch choot gaya hai aur aaj bhi uski kasak to hai ,us kasak ko hi jeene ka sahara bana lete hai.After a particular time you can't live the life u desired.

yeh kami ya kasak hi jeene ki nai urja deti hai ki aage to chalo shayad raste aur bhi haseen ho , shayad kudrat apko apni bahoon me le ke sahlane ka intzar kar rahi ho.

2 comments:

sumati said...

manu
this is 3rd time i m trying to post a comment on your blog ..but due to network problum i m unable to do this ..i wrote some ashrar on it and as there is no save option i'll write to microsoft for that...ab to pura matla hi badal chuka hoga ..even then i m trying to share antinodes ...you will give me room for that..

mana bahut tu tej hai,hoshiyar hai,
waqt to phir waqt hai talwar hai..

tai nahin hotehain ab to kharzad ye raste..
soach to phir soach hai bimar hai.

raston se hum bahut shikwa kiye hain..
raston se hum bahut lada bhi liye hain..
raston ki ,rahten deewar hain..

mana bahut hum tej hain hoshiyar hain..

i don't know..per shayad pehli bar main jyada thik likha tha..any way you got full right to correct it but ...DON'T APPLY " YOUR OWN" FALSAFA

SUMATI

sumati said...

few more lines i added in it..mulayza farmain..

vo tohmaton ka mole denge kis tarha..
hum akele hi yahan kuddar hain..

dhundh lana tum vahan fir mushkilen
dost lutne ko jahan taiyar hain..

tum bichhao,odhalo,ya benchdo..
hum khaber ke lothade akhbar hain..


one more thingh this comment belongs to your post raste


sumati